In this blog you can find anything what you want, so Friends be ready to scroll the whole world amazing facts, and their whole things which you want to know in a shocking way.

Top 10 Amazing Facts About Moon In Hindi

Har insaan ka sapna hota hain chand taaro ko chune ki or apne lover ke liye chand taare tod laane ki. Lekin kya ye possible hai ye toh god hi jaane but moon ke baare me kuch baatein aisi hain jisse ham or aap anjaan hain.

Moon (Chaand) ke baare me iss post me kuch fact baate hai, jise aap jaankar jarur shocked ho jaayenge. Aur jo aapko sochne par mazboor kar denge. Toh friends aaiye jaante hai kya hain wo shocking facts.

Moon Facts

Top 10 Amazing Facts About  Moon In Hindi


1. Chaand gol nahi andekaar ( Egg ) ke aakar ka hain. Chaand ka aakar ( In Diameter ) Africa jitna hain.

2. Chaand earth ka upgrah hain, jo earth aur thiya ke takrane se bana hain. Solar plant me 63 semi-planet me chand ki size 5 number par hain.

3. Earth se moon gaayab ho jaaye toh earth per day only 6 gante ka hoga. Chand par din ka tempreture 180 degree aur raat me -153 degree hota hain.

4. Kya aap jaante hain 1950 me America ne chaand ko parmanu bomb se udane ki koshish ki thi, ye parmanu bomb japan me huye parmanu bomb ka 100 guna tha.

5. Earth se moon ka 49% part hi dikhta hain. Aadhe chaand se pura chand 9 guna jyada chamakta hain.

6. Chaand ka total weight 81 billion tonne hain. Jisme Chaand par 1 lakh 81000 kg kachra insano dwara failaya gaya hain.

7. Earth par chandra grahan hota hai tab chand par surya grahan hota hain.

8. Neil Armstrong chaand par jaane wale pahle insaan the. Rakesh Sharma India se moon par jaane wale pehle Indian the. Chaand par pehla kadam rakhte time Neil Armstrong ki dil ki dhadkan 145 bit per minute thi.

9. Ab tak chaand par 12 log hi kadam rakh chuke hai aur pichle 41 saal se koi chand par nahi gaya. Aur agar earth par aapka weight 60 kg hai toh chand par sirf 10 kg hi hoga ye low gravity ke kaarn hota hain.

10. Chand par aadmi bhejne me aur Osama Bin laaden ko pakadne me America ne same time aur same paise kharch kiye hai, jo hai 10 saal aur $100 billion.

Friends "Top 18 Amazing Fact About  Moon In Hindi" article kaisa laga hame comment karke btaiye aur ise apne friends ke sath social media facebook, google plus par bhi jarur share kare Thankyou.

0 comments:

Post a Comment

Tags

Blog Archive